- By Iram Hussain
- Sun, 06 Oct 2024 01:49 PM (IST)
- Source:JND
Javed Akhtar is a legendary lyricist and writer who has left an indelible mark on Indian cinema. With a career spanning decades, he has penned iconic songs, dialogues and shers that resonate with audiences. His collaborations with Salim Khan as Salim-Javed yielded cult classics like Sholay and Deewar. Javed Akhtar's versatility shines through his work, from soulful ballads to energetic chart-toppers. His quotes and shers, infused with wit and wisdom are widely quoted.
A recipient of numerous awards, including Padma Bhushan and Sahitya Akademi in Urdu, Javed Akhtar's contributions to Indian literature and cinema remain unparalleled, cementing his status as a cultural icon. Let's look at his best quotes which are a true symphony of emotions.
Javed Akhta's Best Quotes
Koi shikva na gham na koi yaad, bas bethe bethe aankhein bhar aayi.
Gairon ko kab fursat hai dukh dene ki, jab hota hai koi humdum hi hota hai.
Iss sheher me jeene ke andaaz niraale hain, honthon pe lateefein hain awaaz mein chaalein hain.
Main bhool jaun ab yehi munaasib hai, Magar bhulana bhi chahoon toh kis tarah bhulaaon, Ki tum toh phir bhi haqeeqat ho, koi khwab nahi.
Kyun darein zindagi mein kya hoga? Kuch na hoga toh tazurba hoga.
Gin-Gin ke sikke hath mera khurdura hua, jati rahi who sparsh ki nami, bura hua.
Yeh khaamoshi jo guftagu ke beech thehri hai, yeh hi saari baat saari guftagu me sab se gehri hai.
Kabhi joh khwab tha woh paa liya hai, magar jo kho gayi woh cheez kya thi.
Un chiraagon mein tel hi kam tha Kyun gila fir humein hawa se raha
Unchi immaraton se makaan mera ghir gaya, kuch log mere hisse ka suraj bhi kha gaye.
ALSO READ: 10 Iconic Quotes That Will Help You To Chase Your Dreams
ALSO READ: 20 Best Harry Potter Quotes That Teach Life's Most Precious Lessons