Zakir Khan's remarkable journey to stardom has been nothing short of phenomenal. As one of India's most beloved stand-up comedians, he has consistently pushed boundaries with his distinctive blend of humour, wit and relatability. His rise to fame has been marked by numerous milestones but none as historic as his recent performance at New York's iconic Madison Square Garden. By becoming the first Indian comedian to headline a Hindi stand-up show at this legendary venue, Zakir Khan has not only cemented his own status as a comedy legend but also paved the way for Indian stand-up to reach a global audience.

His fans adore him not only for his hilarious comedy but also for his soulful shayaris which have become an integral part of his charm. Let's look at his best shayaris that his fans really can't stop quoting.

Zakhir Khan Best Shayari

1. Bahut masum si ladki hai, Ishq ki baat nhi samajhti
Na jaane kis din mein khoyi rehti hai, meri raat nhi samajhti
Haan, Hmm, Thik hai to kehti hai
Alfaaz samajh leti hai, jazbaat nhi samajhti

2. Bewajeh, Bewafaaon ko yaad kiya hai
Galat logon pe bahut waqt barbaad kiya hai

ALSO READ: 10 Unmissable And Beautiful Shayari By Zakir Khan For Romeos Of All Ages

3. Kaamyaabi tere liye humne khud ko kuch taiyar kar liya
Mene har jazbaat bazaar mein rakh kar ishtehaar kar liya

4. Hum dono mein sirf itna sa farq hai use sab 'lekin' mere naam se shuru hote hain, aur mere saare 'kaash' us par aake rukte hain.

5. Har ek copy ek peeche kucch na kuch khaas likha hai, Bas iss tarah tere mere Ishq ka Itihass likha hai, Tu Duniya me chaahe jahan bhi rahe, Apni Diary mein maine tujhe paas likha hai..

6. Mana ki tumko ishq ka tajurba bhi kam nahi
Humne bhi baagh mein hai kai titliyan udaayin

 
 
 
View this post on Instagram

A post shared by Zakir Khan (@zakirkhan_208)

7. Zindagi se kuch zada nhi
Bas itni si farmayish hai
Ab tasweer se nahi
Tafseel se milne ki khwaaish hai

ALSO READ: Zakir Khan Creates History At Madison Square Garden; Here’s A Peek Into His Massive Net Worth

8. Dilon ki baat karta hai zamana
Par aaj bhi mohabbat chehre se hi shuru hoti hai

9. Har ek dastoor se bewafaai mene shiddat se nibhaayi
Raaste bhi khud hai dhoondhe or manzil bhi khud banayi